Thursday 28 December 2017

poem on republic day in english- republic day thoughts in english

 poem on republic day in english- republic day thoughts in english

Patriotic poem on republic day in english ,poem on republic day in hindi and poem on republic day in english for upcoming Republic day celebration 2018


If you are looking for Poem on Republic day in English or poem on 26 January in hindi and
Republic Day thought for Republic day celebration  then you are right post .feel free to use these
poems on 26 january in hindi .

Overview :- In this post i have shared some beautiful poem on republic day in english And
poem on 26 January in hindi and poem on republic day in english and quotation on republic day
for republic day celebration . so feel free to use these beautiful poem on Republic day for
republic day thought for republic day celebration.






 poem on republic day in english (1)

Bass Is Tirange Ki Pahchan Ko dekhna....

Kabhi In Pathro Par Chal Ke Dekhna...
Kabhi Is Meethi Ki Khushbhu Mahsoosh Karke Dekhna...
Hai Har Chaal Me Kitna Pyaar , Kabhi Aajma Ke Dekhna...

Bass Is Tirange Ki Pahchan Ko dekhna....

Jo Apne Praano Ki Bali Chadhaii Unke Pariwar Ko Dekhna...
Un Sipahiyo Ki Maa Ke Geele Chunari Ke Pallu Ko Dekhna...
Unke Ghar Ke Kisi Kone Me Buje Diye Ki Aaas KoDekhna...
Unke Aangan Me Gunjate Vande Mataram Ko Shunna...

Bass Is Tirange Ki Pahchan Ko dekhna....

Todi Diye Ki Low Kudh Ke Dil Me Bi Jalao...
Kisi Ke Aanshuo Ki Kimaat Tum Bi Jano...
Aisa Kar Jao Ki Khali Na Jaye Wo Hui Kurbhaniya...
Meeti Ke Har Kann Kann me Vande Mataram Sunnai De Jaye...

Bass Is Tirange Ki Pahchan Ko dekhna....

Iske Teeno Rango Ki Pahachan Ko Dekhna...
Ek Hath Me Geeta Rakhna Duje Hath Aaj Kuran Rakhnna...
Majhab Jaati Bhasha Ki Deewar NA Ho Iska Khayal Rakhna...
Pyaar Aur Deshbhakti Ki Chunar Aude Aisa Hindusthan Banaye Rakhna...

Bass Is Tirange Ki Pahchan Ko dekhna....

Poem on Republic in hindi click here





republic day thoughts in english (2)


Abhinandan ganatantr tumhaara vandan hai gantantra
unnat bhaarat bhaal sushobhit chandan hai gantantra
-
nil gagan men fahare khulakar apana sina taan
yaad dilaaye hamen tiranga viron ka balidaan
hansate hansate huye desh ke khaatir jo kurbaan
lekin bhaarat maan ki rakhi aan baan aur shaan
-
pragati shikhar par chadhe sahaj vah syandan hai gantantra
unnat bhaarat bhaal sushobhit chandan hai gantantra
-
samata samarasata samaaj ki sanvidhaan ka mool
nyaay niti aadarsh samanvit har vidhaan anukool
sahaj dharm kartavay karen ham raag dves sab bhool
chalo hataayen maanavata ke path par bikhare shool
-
nikhar gaya jo tap tap kar vah kundan hai gantantra
unnat bhaarat bhaal sushobhit chandan hai gantantra


Poem on Republic in hindi click here

Searches related to poem on republic day in englishpoem on 26 january in english

desh bhakti poem in english language

happy republic day poems in hindi

poem on 26 january in hindi

poem on republic day in hindi

republic day poetry messages in hindi

patriotic poems in english


patriotic poems in english for class 2

No comments:

Post a Comment